नींद तो दर्द के बिस्तर पे भी आ सकती है
उन की आग़ोश में सर हो ये ज़रूरी तो नहीं
***********
نیند تو درد کے بستر پے بھی آ سکتی ہے
اُنکی آغوش میں سر ہو یہ ضروری تو نہیں
***********
Unki aaghosh me sar ho ye zaroori to nahiN
Khamosh Ghazipuri
नींद तो दर्द के बिस्तर पे भी आ सकती है
उन की आग़ोश में सर हो ये ज़रूरी तो नहीं
***********
نیند تو درد کے بستر پے بھی آ سکتی ہے
اُنکی آغوش میں سر ہو یہ ضروری تو نہیں
***********
Unki aaghosh me sar ho ye zaroori to nahiN
Khamosh Ghazipuri
Na mere zakhm khile haiN na tera rang hina,
Mausam aaye hi nahiN abke gulaboN wale...
Kaash tu bhi kabhi aaye masihaayi ko,,
Log aate hain bahot dil ko dukhane mere...
Zindagi jeene ke liye mili thi,
Humne teri hasrat me guzar di...
BulbuloN gul na karo,mere sanam sote haiN,
Tum to ud jaati ho wo mujhpe Khafa hote haiN...
BulbuloN gul na karo,mere sanam sote haiN,
Tum to ud jaati ho wo mujhpe Khafa hote haiN...
BulbuloN gul na karo,mere sanam sote haiN,
Tum to ud jaati ho wo mujhpe Khafa hote haiN...
Sab kuchh kho kar bhi tujhe haasil na kar sake,
Shayad hume andaza na tha tere urooz ka...
Kis kis ko yaad kijiye kis kis ko roiye,,
Aaram badi chiz hai mu dhak ke soiye...
Ab to bas ek hi khwahish hai,kisi mod par tum,,
Humko bikhre huye mil Jaao,samhaleiN tumko..
Shaher ke sab log thehre ajnabi,
Zindagi Tu kab mujhe raas ayegi,
Abto sehra me bhi ji lagta nahiN,
Dil ki viraani kahaaN le jayegi.....?
Usi ko dekhna aur bas Usi ko dekhte rehna,
Na jaane aayeinge kab bazm ke Adab aankhoN ko...
Chaukhat pe dil ki judayi ke waqt,
Kaise khadi thi wo hairaan khwahish....
Hum jaan se jayeinge tabhi baat banegi,
Tumse to koi raah nikaali nahiN jaati...
Chhupa hai Chaand jis tarah baadl ki ot meiN,
YuN muskura ke Chhup gayi aanchal ki ot meiN...
Husna ko Chaand se na de nisbat,
Husna kab daagh daar hota hai,
Ishq se puchho husna ka rutba,
Husna parvardigar hoya hai...