Bekhudi Besabab Nahi ‘ghalib’
Kuch To Hai Jiski Pardadari Hai...
Abhi to aaye ho baitho zara taslli se,
Lagegi der hume haal-e-dil sinaane meiN..
Teri Soorat Se Kisi Ki Nahi Milti Soorat,,
Hum JahaaN Me Teri Tasveer Liye Firte HaiN..
Zindaghi yuuN bhi bahut kam hai muhabbat ke liye,
Rooth kar waqt ganwaane ki zaroorat kya hai...
Wo Jiske Saath ki Khwahish Udaan Bharti Hai
Usi Ka Naam NaheeN Haath ki LakeeroN MeiN...
RaghoN meiN daudte firne ke hum naheeN qaayal,
Jab aaNkh hee se na Tapka to fir lahoo kya hai ?

Husn-e-mujjassim ho ya saaNwli si surat,
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDelete