Bahot bikhra bahot toota, thapede seh nahi paya


Bahot bikhra bahot toota, thapede seh nahi paya,
HawaoN ke ishaaroN par magar maiN beh nahi paya, 
Adhoora ansuna hi reh gaya yuuN pyaar ke kissa,
Kabhi tum sun nahi payi kabhi maiN keh nahi paya..

Dr. Kumar Vishwas



Comments

Popular Posts