JahaaN har din sisakna hai jahaaN har raat gaana hai


JahaaN har din sisakna hai jahaaN har raat gaana hai,
Humari zindagi bhi ek tawaif ka gharana hai,
Bahot majboor ho kar geet roti ke likhe maine,
Tumhari yaad ka kya use to roz aana hai...

Dr. Kumar Vishwas




Comments

Popular Posts