Koi kab tak mehaz soche koi kab tak mehaz gaaye


Koi kab tak mehaz soche koi kab tak mehaz gaaye,
Ilaahi kya ye mumkin hai kuchh aisa bhi ho jaaye,
Mera mehtaab uski raat ke aagosh me pighle,
MaiN uski neend meiN jagooN wo mujh meiN ghul ke so jaaye...

Dr. Kumar Vishwas



Comments

Popular Posts