PanahoN meiN jo aaya ho to us par vaar kya karna


PanahoN meiN jo aaya ho to us par vaar kya karna,
Jo dil haara hua ho fir us par adhikaar kya karna,
Muhabbat ka mazaa to doobne ki kashmakash meiN hai,
Jo ho maloom gehrayi to dariya paar kya karna...

Dr. Kumar Vishwas



Comments

Popular Posts