Samandar peer ka andar hai lekin ro nahiN sakta-Kumar Vishwas



Samandar peer ka andar hai lekin ro nahiN sakta
Ye ansooN pyaar ka moti hai, isko kho nahiN sakta,
Meri chaahat ko dulhan tu bana lena magar sunle
Jo mera ho nahiN paaya wo tera ho nahiN sakta.






Comments

Popular Posts