waiz4u Shayari: March 2014 expr:class='"loading" + data:blog.mobileClass'>
Powered By Blogger

Monday, March 31, 2014

Uske ik-ik lamhey ki hifazat karna aiyemere khuda



Uske ik-ik lamhey ki hifazat karna aiyemere khuda,
 Masoom sa chehra hai, udaas ho to achcha nahi lagta ..



Friday, March 28, 2014

Hum-par tumhaari chaah kaa ilzaam hi to hai

Hum-par tumhaari chaah kaa ilzaam hi to hai,
 Dushnaam to nahiN hai ye ikaraam hi to hai..

Karate haiN jis pe taa'N, koi jurm to nahiN,,
 Shauq-e-fuzool-o-ulfat-e-nakaam hi to hai
          [taa'n=satire]

Dil muddai ke harf-e-malaamat se shaad hai
 Aiye jaan-e-jaaN ye harf teraa naam hi to hai

  [harf-e-malaamat=word of criticism]

Dil na-ummeed to nahiN, na-kaam hi to hai
 Lambii hai Gham ki shaam, magar shaam hi to hai

Dast-e-falak meiN, gardish-e-taqadeer to nahiN
 Dast-e-falak meiN, gardish-e-ayyaam hii to hai

Aakhir to ek roz karegi nazar wafaa
 Wo yaar-e-khush-khasaal sar-e-baam hi to hai

  [Khush_Khasaal=virtuous]

Bheegi hai raat 'Faiz' Gazal ibtidaa karo
 Waqt-e-sarod dard kaa hungaam hi to hai.



Parveen Shakir-2


Thursday, March 27, 2014

Saturday, March 22, 2014

Two Line Urdu Sher-O-Shayari



جمے گی کیسے بساطِ یاراں کہ شیشہ و جام بُجھ گئے ہیں...
سجے گی کیسے شبِ نگاراں کہ دل سرِ شام بُجھ گئے ہیں
               faiz ahmed faiz



دنیا نے تو جانا کہ نمو اس میں ہے میری...
اب ہو وہ مری ذات کا منکر تو مجھے کیا
 ― عبید اللہ علیم



رحم کر ظالم کہ کیا بودِ چراغِ کشتہ ہے...
نبضِ بیمارِ وفا دودِ چراغِ کشتہ ہے
 ― غالب

محفلِ جاناں ہو، مقتل ہو کہ میخانہ فراز...
جس جگہ جائیں بنا لیتے ہیں ہم اپنی جگہ


یہ حال ہو گیا آخر تری محبّت میں...
کہ چاہتے ہیں تجھے اور تری خبر سے گئے
 ― عبید اللہ علیم



سر فروشی کے انداز بدلے گئے، دعوتِ قتل پر مقتل شہر میں...
ڈال کر کوئی گردن میں طوق آگیا، لاد کر کوئی کاندھے پہ دار آگیا
faiz ahmed faiz



دل سمجھتا تھا کہ شاید ہو فسُردہ تُو بھی...
دل کی کیا بات کریں دل تو ہے ناداں جاناں
 ― احمد فراز




تجربہ کرنے کا بس شوق تمھیں لے ڈوبا
ھم نے کب تم سے کہا تھا کہ ھمیں پیار کرو؟

Unke dekhe se jo aa jaati hai moonH par raunaq,



Unke dekhe se jo aa jaati hai moonH par raunaq,
 Wo samajhteiN haiN ki beemaar ka haal achcha hai...


Mirza Ghalib






Thursday, March 20, 2014

My world


Boy: I can fit my whole world in my arms

Girl: You can't

Boy: I can

Girl: How ?

Boy: Come On Hug Me & I Can Fit YOU in my Arms

Mujhe Jeene Ke Liye Teri Hi ZAAT Chahiye


"Mujhe Khamosh RaahoN MeiN Tera Saath Chahiye
Tanha Hai Mera Haath Tera Haath Chahiye

Mujhko Mere Muqadar Par Itna Yaqeen To Hai
Tujhko Bhi Mere Lafz Meri Baat Chahiye

MaiN Khud Apni Shayari Ko Kya Achcha KahooN
Mujhko Teri Ta'reef, Teri Daad Chahiye

Ehsas-E-Muhabat Tere Hi Waste Hai ''Lekin''
Junoon-E-Ishq Ko Teri Har Saughat Chahiye

Tu Mujhko Paane Ki Khwahish Rakhta Hai Shayad..!
''Lekin''
Mujhe Jeene Ke Liye Teri Hi ZAAT Chahiye"..!

But you can't close your heart..

To the things
Although we
Remain apart..
It's nice to know
That we're together
In thoughts..
Missing you badly
My world is dark without you..
I'm dreaming about you
And trust me,it's bless..
Lonely without you,missing you..
You can close
Your eyes to forget..
Things you don't want to see
But you can't close your heart..
To the things
You don't want to feel..

Wednesday, March 19, 2014

Dil-e-naadaaN tujhe hua kya hai....- Ghalib

Dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai ?
 Aakhir is dard  ki dawa kya hai

Humko unse wafa ki hai ummeed
 Jo naheeN jaante wafa kya hai


Hum haiN mushtaaq aur wo bezaar
 Ya ilaahee ! ye maajra kya  hai ?


Jaan tum  par nisaar karta  hooN
 MaiN nahiN jaanata duaa kya hai...

Ye na thi humari kismat


Ye na thee hamari qismat ke wisaal-e-yaar hota
Agar  aur  jeete  rehte   yahi   intezaar  hota,

Tere  waade par jiye hum  to ye jaan jhoot jaanaa
 Ke  khushi se  mar na jaate  agar aiyetbaar hota,,