Falak ko dekh ke karta hooN usko yaad "Asad",
Jafa meiN uski hai andaaz kaar-farma ka...
Dil usko pehle hi naaz-o-ada se de baithe,
HumeiN dimaagh kahaaN husn ke taqaaze ka..
Inkaar ki ye lazzt iqraar mein kahaan,
Bhadhta hai shshauq ghalib unki naheen naheen se
Koi munh Choom lega is naheeN par,
Shikan reh jayegi yunhi jabeeN par...
Sharab seek par daali qababa sheeshe meiN,
Kisi ko dekh kar jab hosh ude saaqi ke..
No comments:
Post a Comment