Shaam hote hi charaaghoN ko bujha deta hooN ,
Ek dil hi kaafi hai teri yaad me jalne ke liye...
♥♥♥
Tahejjud ke liye uthha tha use duaa me maangne ke liye ,
Wo pehle hi haath uthhaye khada tha kisi aur ke liye…
♥♥♥
Shher se shaam talak uska intezaar kareiN,
wo bewafa hi sahi hum phirbhi uska aitbaar kareiN.
♥♥♥
Aur Zyaada Bhadkaate Ho Tum To Aag Muhabbat Ki,
Sozish-E-Dil Ko Aye AshkoN, Kya Khaak Bhujaana Seekhe Ho…
(Sozish-E-Dil:heartbreak)(AshkoN:tears)
Bahadur Shah Zafar
♥♥♥
Jab bhi likhta hoon tere dard ki kahaani 'mohsin',
Mere aansoo meri tehreer mita dete haiN...
♥♥♥
Pyaar ki aag meiN zanzeereiN pighal sakti haiN,
Chaahne waaloN ki takdeereiN badal sakti haiN,
Tum ho bebas ye bataane ke liye mat aana...
♥♥♥
TumheiN bhulana hi avval to dastaras meiN nahiN,
Jo iKhtiyaar bhi hota to kya bhulaa dete...
♥♥♥
Ghair mumkin hai ki haalaat ki gutthi suljhe,
Ahle-Danish ne bahut soch ke uljhai hai...
♥♥♥
Tum unke vaade zikra unse kyuN karo 'Ghalib'
Ye kya ke tum kaho aur woh kaheiN ke yaad nahiN...

No comments:
Post a Comment