YahaaN tere andar nahiN meri khair,
Meri jaaN mujhe mere andar chhupaa...
Hijr meiN jal raha tha maiN aur pighal raha tha maiN,
Ek khunk si roshni mujhko bujha ke le gai...
Jaane gumaaN ki wo gali aisi jagah hai kaun si,
Dekh rahe ho tum ke maiN phir wahiN jaa ke mar rahaa...
Beroon-e-zaat kese hai sad maajraa farosh,
Wo andarooN-e-zaat jo andar hai gum yahaN...

No comments:
Post a Comment