Wo chup raheiN toh mere dil ke daag jalte haiN
Jo baat kar le toh bujhate chirag jalte haiN
Woh chup rahen toh mere dil ke daag jalte haiN
Kaho bujhe ke jale
Hum apanee rah chaleiya tumharee raah chale
Kaho bujhe ke jale
Bujhe toh aise ke jaise kisee gharib kaa dil
Jale toh aise ke jaise chirag jalte hai
woh chup raahe toh mere dil ke daag jalte haiN
Yeh khoyee khoii nazar
Kabhee toh hogee idhar ya sada rahegee udhar
Yeh khoyee khoii nazar
udhar toh ek sulagta huwa hai virana, hai ek virana
Magar idhar toh baharo me baagh jalte haiN
Woh chup rahe toh mere dil ke daag jalte haiN
Jo ashk pee bhee liye
Jo honth see bhee liye toh sitam yeh kispe kiye
Jo ashk pee bhee liye
Kuchh aaj apanee sunao kuchh aaj meri suno.

No comments:
Post a Comment