Ek akela iss shehar me, raat me aur dopahar me
Aabodana dhundata hai aashiyana dhundata hai
Din khalee khalee bartan hai aur rat hai jaise andha kuaN
Inn sunee andheree aankho se aansun kee jagah aata hain dhuwaN
Jine ki vajah to koyi nahi marne ka bahana dhundata hai
In umra se lambi sadkoN ko manzil pe pahonchte dekha nahi
Bas daudati phirti rehti haiN humne toh theherte dekha nahi
Is ajnabi se shahar me jana pehechana dhundata hai.
No comments:
Post a Comment